Thursday, November 22, 2007
Tu Yaad Na Aaye Aisha Koi Din Nahin
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 3
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 2
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 2
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi
tera jaadu aaisa chhaya
har zarre mein tujhko paaya
chaahe woh hall ho shorogul ka
chahe ho veerana aalam
har pal hai maujudgi teri
har mausam hai tera mausam
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
tu yaad na aaye aaisa koi din nahi - 2
tujhe bhul jana jaana mumkin nahi - 2
Wednesday, November 21, 2007
Main Jahaan Rahoon
(main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai) - 2
Kisi Se Kahoon
Ke Nahi Kahoon
Yeh Jo Dil Ki Baat Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai - 3
Main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai
Kahin To Dil Mein Yaadon Ki
Ek Suli Gad Jaati Hai
Kahin Har Ek Tasveer Bhahut Hi Dhondhali Pad Jati Hai
Koi Nayi Duniya Ke Naye Rango Mein Khush Rehta Hai
Koi Sab Kuch Paake Bhi Yeh Mann Hi Mann Kehta Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai - 3
Kahin To Beete Kal Ki Jadein
Dil Mein Hi Utar Jaati Hai
Kahin Jo Dhage Tute To Malaayen Bhikar Jaati
Koi Dil Mein Jagah Nayi, Baaton Ke Liye Rakhta Hai
Koi Apni Palko Par Yaadon Ke Diye Rakhta Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai - 3
Apni to paathshala
na koi padhne wala na koi sikhne wala - 2
apni toh paathshala masti ki paathshala - 2
chehare ki kitaabein hain ham woh padhne aate hai
yeh surat teri meri mobile library
yaaron ki equation hain love multiplication hain
jisne dil ko jeeta hain
woh alpha hain deeta hain - 3
talli hoke girne se samjhi hamne gravity
ishq ka practical kiya tab aayi clearity
na koi padhne wala na koi sikhne wala
naata yeh sannata hai dekho lambu shor hain
har dil mein bud bud karta h2so4 hain
na koi padhne wala na koi sikhnewala
apni toh paathshala masti ki paathshala - 2
apni toh paathsahala masti ki paathshala - 2
Filmi Dialogues
babuji na kaha gaav chod do
sabne kaha paro ko chod do
paro ne kaha sharaab chod do
aaj tumne keh diya yeh haveli chod do
ek din aayega.. jab woh kahega.. yeh duniya hi chod do
- devdas
sabne kaha paro ko chod do
paro ne kaha sharaab chod do
aaj tumne keh diya yeh haveli chod do
ek din aayega.. jab woh kahega.. yeh duniya hi chod do
- devdas
Kisi Nazaar Ko Tera Intezar Aj Bi Hai
kisee najar ko teraa, intajaar aaj bhee hain
kahaa ho tum ke ye dil bekaraar aaj bhee hain
wo waadiyaa, wo fijaayen ke hum mile the jahaan
meree wafaa kaa wahee par majaar aaj bhee hain
n jaane dekh ke kyoo un ko ye huaa yehasaas
ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhee hain
wo pyaar jis ke liye humane chhod dee duniyaan
wafaa kee raah mein ghaayal wo pyaar aaj bhee hain
yakeen naheen hain magar aaj bhee ye lagataa hain
meree talaash mein shaayad bahaar aaj bhee hain
Jab Kabhi tera naam lete hain
jab kabhi tera naam lete hain
dil se hum inteqam lete hain
merii barbadiyon ke afasane
mere yaaron kaa naam lete hain
bas yahi ek jurm hai apna
ham muhabbat se kaam lete hain
har qadam par gire magar sikha
kaise giraton ko tham lete hain
hum bhatak kar junoon ki rahon mein
aql se intaqam lete hain
-- A ghazal written by 'Sardar Anjum' from album 'An Evening With Jagjit Singh'
Socha Na Tha...
Ek ped milkar pyar ka, humne lagaya tha kabhi.
Aate jo phal to thik tha, woh na phale toh na sahi .
Kuch na hue to na sahi, na bane to na sahi,
Na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi.
Aye zindagi.... har ek raaste se,
Humne pukaara tumhe, socha savara tunhe,
Par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga,
Tum roothe ho yeh socha kar, Tum ko manayege magar.
Ab humse roothi teri yeh nazar.
Agar na hase to na sahi, na bane to na sahi,
Na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi .
Tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi.
Aadhe adhure geet ki, ek tum kadi ek main kadi.
Ho.ho.ho..
Tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi.
Tumhe dekh ke lagta tha ye, tum ho bane mere vaaste,
Milna hi tha humko magar, Hum na mile to na sahi,
Ho.. Zindagi..
Subscribe to:
Posts (Atom)